Ek Mobile Se Dusre Mobile Ko Charge Kaise Kare

Ek Mobile Se Dusre Mobile Ko Charge Kaise  Kare







Iss Post Se Pahle Maine Aapko Bataya Tha Ki Mobile Me Keyboard Lagakar Aap Ashani Se TypingSpeed 30+ Kar Sakte Hai.Aur Aaj Main Batoanga Ki Kaise Aap Dusre Ke  Mobile Se Apna Mobile Charge Kar Sakte Hai.
     Kbhi Kbhi Hame Bahut Urgent Call Karna Pad Jata Hai ,Lekin Agar Us Samay Hamare Mobile Ki Battery Low Ho Jaye To Sochiye Kitni Badi Problem Ho Jayegi.Aaj Kal To Log Kahi V Jate Hai To We Galti Se Bhi Mobile Charger Le Jana Nhi Bhulte Hai.
 Aapne Ek Kahwat To Suni Hogi “ Jaan Hai To Jahan Hai” Lekin Ayah Kahawat Digital Ho Gyi Hai.Ab Ke Jamane Me  “ Mobile Charge Hai To Jahan Hai”.




Ek Mobile Se Dusre Mobile Charge Kaise Kare
Agar Aapka Mobile Low Ho Gya To Aap Badi Asani Se Apna Mobile Dusre Mobile Se Charge Kar Skate Hai.Iske Liye Aapko Kuch Chijo Ki Jaruat Pad Sakti Hai.
    1.    USB Cable : Charger Me USB Rahti Hai.
    2.    OTG Cable: 
    3.    Ek Fully Charge Mobile
   



Kaise Kare Dusre Charge Mobile Se Khud Ka Mobile Charge:

Jaise Ki Maine Bataya Tha Ki OTG Se Aap Keyboard Lagakar Typing Kar Skate Hai.Waise Hi Aapko OTG Se Mobile Charge Karna Hai.

·       Sabse Pahle Jis Mobile Me Battery Charge Hai,Usme OTG Cable Aur Fir OTG Me USB Cable Laga De.
·       Ab Jo Mobile Ka Battery Low Hai Usme USB Charger Ko Lagakar Mobile Charge Kar Skate Hai.

To Aapne Aaj Aayh Simple Tricks Jaan Liye Ha.Aise Hi Tech Tips Ke Liye Hamare Blog Visit Karte Rahe .


4 comments:

Powered by Blogger.